Kali Kali Zulfon Ke Phande Na Lyrics
Kali Kali Zulfo K Phande Na Dalo
Hame Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Ap Is Tarah to Hosh Uraya Na Kijie
Yun Ban Sanwar K Samne Aya Na Kijie
Kali Kali Zulfo K Phande Na Dalo
Hame Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Na Chero Hume Ham Sataye Huwe Hai
Bohat Zakhm Sine Pe Khaye Huwe Hai
Sitam Gar Ho tum Khub Pehchante Hai
Tumhari Adao Ko Ham Jante Hai
Daghabaz Ho Tum Sitam Dhane Wale
Farib e Muhabbat main Uljane Wale
Ye Rangiin Kahani Tumhi ko Mubarak
Tumari Jawani Tumhi Ko Mubarak
Hamari taraf se nigahe hata lo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Mast ankho Ki baat chalti hai
Mehkashi karwate badallti hai
Ban sanwar kar wo jab nikalte hai
Dil kasi sath sath chalti hai
Haar jate hai jitne wale
Wo nazar aisi chaal chalti hai
Jab hatate hai rukh se zulfo ko
Chand hasta hai raat dhalti hai
Jab hatate hai rukh se zulfo ko
Chand hasta hai raat dhalti hai
Bada kash jaam todh dete hai
Jab nazar se sharab dhalti hai
Kya qayamat hai un ki angdhai
Kich k goya kaman chalti hai
Yun hasino ki zulf lehraye
Jese nagan koi machalti hai
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Sambhalo zara apna anchal gulabi
Dikhao na has has ke aankhe sharabi
Suluk in ka dunya main achha nahi hai
Hasino pe ham ko bharosa nahi hai
Uthate hai nazra to girti hai bijli
Ada jo bhi nikli qayamat hi nikli
Jahan tum ne chehere se anchal hataya
Wahin ahle dil ko tamasha banaya
Khuda ke liye ham pe dore na dalo
Hume zinda rehne do ae husn walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfon Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Sada waar karte ho teghe jawa ka
Bahate ho khun tum ahele wafa ka
Yeh nagan si zulfa ye zehrili najare
Wo pani na mange ye jis ko bhi das le
Wo lut jaye jo tum se dil ko laga le
Khir-e hasrato ka janaza utha le
Hai malum ham ko tumhari haqiqat
Muhabbat ke parde mai karte ho nafrat
Hain malum ham ko tumhari haqiqat
Muhabbat ke parde mai karte ho nafrat
Kahi aur ja k agane uchalo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Ewan mera dil hai ewane ko kya kahiye
Jinjir me julfo ko fas jane ko kya kahiye
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Ye jhuti numayis ye jhuti banawot
Farebi najar hai najar ki lagawot
Ye sundal se kesu ye arji gulabi
Janame me layega ekdin kharabi
Fana hamko karde na ye mukurana
aada ka fidana chalan jalimana
Dikhawo na ye esawano na hamko
Sikhawo na ulfalt pe andaj hamko
ki aaur pe par julf ka jaal daalo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kali Kali Zulfo Ke Phande Na Dalo
Hume Zinda Rehne Do Ae Husn Walo